【歌词】kya karoon(acoustic) / 歌手:zaeden

歌手名:zaeden

歌曲名:kya karoon(acoustic)

Sochta hoon main har ek din ye

“Kya baatein karoon?”

“Kya jaanu main tujh se?”

Kehta hoon main har din khud se

“Sapna hai tu, paun tujhe kaise?”

感谢网友辛苦编辑Lrc歌词,并分享给大家下载

Roz yun khoo raha hoon

Bewajah gaa raha hoon

Raat din tera naam loon

Kabhi kabhi lagta hai

Ki tu ek apna hai

Tere bin ab main kya karoon?

Kya karoon main?

Meri is haalat pe

Mujhe yahi lagta hai

Tere bin ab main kya karoon?

Kya karoon main?

Darta tha main par ab kab se

Hansta hi hoon jaana tujhe jab se

Rehta hi hoon khooya khooya sabse

Tu jo hai mila, main mila hoon khud se

Roz yun khoo raha hoon

Bewajah gaa raha hoon

Raat din tera naam loon

(Tera hi naam loon main)

Kabhi kabhi lagta hai

Ki tu ek apna hai

Tere bin ab main kya karoon?

Kya karoon main?

Meri is haalat pe

Mujhe yahi lagta hai

Tere bin ab main kya karoon?

Kya karoon main?

Chaaro taraf, tu hi dikhe

Kya karoon main, tu bata?

Khoo hi gaya, tujhme main

(Main kya karoon?)

Kabhi kabhi lagta hai

Ki tu ek apna hai

Tere bin ab main kya karoon?

Kya karoon main?

Meri is haalat pe

Mujhe yahi lagta hai

Tere bin ab main kya karoon?

Kya karoon main?

Kya karoon? kya karoon? kya karoon?

Kya karoon main?

搜索建议: